Sunday, May 31, 2009

Funny Shayaris

smaan mai tum ho,
samundar mai tum ho,
zamin pe tum, hawa mai tum,
jahan b dekho tum hi tum ho.
DOMEX wali aunty thik kehti thi
KITANU har jagah hote hain.

Kanjoos ki zindagi kya jeena,
kabhi humari tarah bhi jiya karo,
Roz mere sms padh kar sharam nahi aati,
kabhi khud bhi SMS kiya karo.

Na moh na maya hai;
Aalas tumhi ko aaya hai;
Humein bhi msg kar k dekh lo;
Nokia/Motorola/Sony ne ye mobile
sirf tumhari GIRLFRIEND k liye nahi banaya hai.

No comments: